Testo di 'Mujhe Naulakha Manga De Re' di Asha Bhosle

Se hai cercato a lungo il testo della canzone Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle, inizia a scaldare la voce, perché non potrai smettere di cantarla.

Adori la canzone Mujhe Naulakha Manga De Re? Non riesci a capire bene cosa dice? Hai bisogno del testo di Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle? Sei nel posto che ha le risposte ai tuoi desideri.

Ang Ang Tera Rang Rachaake
aisa Karu Singaar
jab Jab Jhaanjhar Jhankaau Main
khanake Man Ke Taar

mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane
mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane
maathe Pe Jhoomar Kaanon Mein Jhumka
paanv Mein Paayaliyaahaatho Mein Ho Kangana

mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane
tujhe Main
tujhe Gale Se Laga Loongi O Saiya Deewaane
mujhe Angiya Sila De O Saiya Deewaane
tujhe Main
tujhe Seen Se Lagaa Loongi O Saiya Deewaane
mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane

salma Sitaron Ki Jhilmil Chunariya
aau Pahenke To Fisle Najariya
mujhe Ko Sajaa De Balmaa
sajaa De
mujhe Ko Sajaa De Balmaa

kori Kuwari Yeh Kamseen Umariya
tere Liye Naache Sajke Sanwariya
laali Manga De Sajna
sooraj Se Laali Manga De Sajna
tujhe Main
tujhe Hothon Se Laga Loongi O Saiya Deewaane
mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane

main To Saari Umariya Lootaye Baithi
balma Do Akhiyon Ki Sharaat Mein
main To Janmon Ka Sapna Sajaaye Baithi
sajanaa Kho Ke Teri Mohabbat Mein

maana Re Maana Yeh Ab Maine Maana
hota Hai Kya Saiyan Dil Ka Lagana
roke Yeh Duniya Ya Roothe Zamana
jaana Hai Mujhko Sajan Ghar Jaana
jaise Kajra Hase
waise Akhiyon Mein Tum Muskurana
ho Kirnon Se Yeh Maang Meri Sajaa De
poonam Ke Chanda Ki Bindiya Manga De
tujhe Main
tujhe Maathe Pe Sajaa Loongi O Saiya Deewaane

maathe Pe Jhoomar Kaanon Mein Jhumka
paanv Mein Paayaliyaahaatho Mein Ho Kangana
mujhe Naulakha Manga De Re O Saiya Deewaane
tere Kadmon Pe Chhalka Doongi Main Saare Maikhaane

De Re Na
log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon
tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye Haan
log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon

kissi Pe Husn Ka Guroor Jawaani Ka Nasha
kissi Ke Dil Pe Mohabbat Ki Rawaani Ka Nasha
kissi Ko Dekhke Saanso Se Ubharta Hai Nasha
bina Piye Bhi Kahin Hadh Se Guzarta Hai Nasha
nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
kisse Hai Hosh Mere Saamne To Laao Zara
nasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai Juda
khili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka Nasha
hawa Pe Khushbu Ka Baadal Pe Hai Rimjhim Ka Nasha
kahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka Nasha
nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
maikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti Hulchul
nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara

log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon
tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye Haan
log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon

thodi Aankhon Se Pilaa De Re Sajni Deewaani
tujhe Main
tujhe Saanso Mein Basaa Loonga Sajni Deewaani
tujhe Naulakhaa Manga Doonga Sajni Deewaani

Ci sono molte ragioni per voler conoscere il testo di Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle.

Se la tua motivazione per aver cercato il testo della canzone Mujhe Naulakha Manga De Re era che ti piaceva moltissimo, speriamo che tu possa goderti il cantarla.

Qualcosa che succede più spesso di quanto pensiamo è che le persone cercano il testo di Mujhe Naulakha Manga De Re perché c'è qualche parola nella canzone che non capiscono bene e vogliono assicurarsi di cosa dica.

È importante notare che Asha Bhosle, nei concerti dal vivo, non è sempre stato o sarà fedele al testo della canzone Mujhe Naulakha Manga De Re... Quindi è meglio concentrarsi su ciò che dice la canzone Mujhe Naulakha Manga De Re nell'album.

Su questa pagina hai a disposizione centinaia di testi di canzoni, come Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle.

Impara i testi delle canzoni che ti piacciono, come Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle, sia per cantarle sotto la doccia, fare le tue cover, dedicarle a qualcuno o vincere una scommessa.

Ricorda che quando hai bisogno di conoscere il testo di una canzone, puoi sempre contare su di noi, come è accaduto ora con il testo della canzone Mujhe Naulakha Manga De Re di Asha Bhosle.